記憶度
11問
31問
0問
0問
0問
アカウント登録して、解答結果を保存しよう
問題一覧
1
Jharkhand me kul kitne jile hai
24
2
Utari chotanagpur parmandal me kul kitne jile hai
7
3
Dakshini chotanagpur parmandal me kul kitne jile hai
5
4
Santhal pargna parmandal me kul kitne jile hai hai
6
5
Palamu parmandal me kul kitne jile hai
3
6
Kolhan parmandal me kul kitne jile hai
3
7
Jharkhand me kaun sa ek parmandal nhi h
Paschmi chotanagpur parmandal
8
Chetraphal ki drishti se sabse bda jila
Paschmi Singhbum
9
Chetraphal ki drishti se sabse chota jila
Ramgarh
10
Chetraphal ki drishti se sabse bda parmandal
Utari chotanagpur
11
Chetraphal ki drishti se sabse chota parmandal
Palamu
12
Janshkya ki drishti se sabse bda jila
Ranchi
13
Janshkya ki drishti se sabse chota jila
Lohardaga
14
Janskhya ki drishti se sabse bda parmandal
Utari chotanagpur
15
Janskhya ki drishti se sabse chota parmandal
Palamu
16
Janskhya ki drishti se Sarwadhik janjati wala parmandal
Santhaal pargana
17
Janskhya ki drishti se sabse badi janjati
Santhaal
18
Rajnitik drishti se sabse bda sansadiya chetra
Paschmi Singhbhum
19
Rajnitik drishti se sabse chota sansadiya chetra
Chatra
20
Rajnitik drishti se sarwadhik jila wala parmandal
Utari chotanagpur
21
Rajnitik drishti se sabse kam jila wala parmandal
Palamu aur kolhan (3-3 jila)
22
Sarwadhik parkhand wala jila hai
Palamu
23
Sabse jyada parkhand wala jila palamu hai, to is jile me kitne parkhand hai
21
24
Sabse adhik baar mukhyamantri
Sibu soren and Arjun munda (3 baar)
25
Sarwadhik samay tak mukhyamantri
Arjun munda
26
Ek hi karyakal me sabse adhik avadhi tak mukhyamantri
Raghubar das (1800 din se adhik)
27
Sabse bda pathari bhag
Ranchi pathar
28
Sabse uncha sikhar
Sammed shikhar
29
Sarwadhik garm asthan
Jamshedpur
30
Sarwashik thanda asthan
Netrahat
31
Srwadhik varsha
Netrahat
32
neuntam varsha
Chaibasa ka maidani bhag
33
Sarwadhik varsha wala jila
Hazaribagh
34
Sarwadhik garm mahina
May
35
Sarwadhik thanda mahina
January
36
Sarwadhik van chetraphal
Paschmi Singhbhum
37
Forest survey 2021 me Sarwadhik van chetraphal paschmi Singhbhum hai, iska chetraphal kitna hai
3368 varg km
38
Neuntam van chetraphal
Jamtada
39
Forest survey 2021 me neuntam van chetraphal jamtada hai, iska chetraphal kitna hai
106 varg km
40
Forest survey 2021 me sarwadhik van partist wala jila Latehar hai, jo kitna percent hai
56℅
41
Sarwadhik van partist wala jila
Latehar
42
Neuntam van partist wala jila
Jamtada
43
Forest survey 2021 k anusar neuntam van partist wala jila jamtada hai, jo kitna percent hai
5.85 ℅
44
Sabse bda van
Sarnda
45
Sabse bada laah niryatak kendra
Tori, chandwa, Latehar
46
Sarwadhik jal parpat wala jila
Ranchi
47
Sabse uncha jal parpat
Bhudha ghagh ( latehar)
48
Sarwadhik garm jalkund wala jila
Hazaribagh
49
Sabse garm jalkund
Suryakund
50
Sabse badi aur lambi nadi
Damodar nadi
51
Sabse pardushit nadi
Damodar nadi
52
Bengal ki khadi me swatantra rup se girne wali ekmatra nadi
Swarnrekha nadi
53
Sarwadhik utpad phasal
Dhaan
54
Sarwadhik dhaan utpaadak jila
Paschmi Singhbhum
55
Sarwadhik makka utpadak wala jila
Palamu
56
Sarwadhik genhu utpadak wala jila
Palamu
57
Kunwa dwara sarwadhik sichayi
Gumla
58
Talab dwara sarwadhik sichai
Deoghar
59
Nalkup dwara sarwadhik sichayi
Lohardaga
60
Sabse badi bahuwudesiya pariyojna
Damodar nadi ghati bahuwudesiya pariyojna
61
Sabse bda arthen bandh
Tenughat ( bokaro)
62
Gas tarbayin adharit ekmatra vidyut utpaadan kendra
Maithan jal vidyut girah
63
Sarwadhik koyla utpaadan
Jhariya
64
Kaynayit ka sarwadhik bhandaar
Lipsaburu
65
Sabse bda visfotak karkhana
Gomia
66
Sabse badi lohe ki khan
Nowamundi
67
Sabse bada kolwashri
Kargaali
68
Tamba galane ka sabse bda karkhana
Ghatsila
69
Sabse badi aluminium ikai
Muri
70
Sabse lamba rashtriya rajyamarg
NH-33
71
Sarwadhik jilo se gujrne wala rashtriya Rajyamarg
NH-33 (6 Jilo se)
72
Sabse lamba rajkiya Rajyamarg
SH-24
73
Sabse bda hawai adda
Birsa munda hawai adda
74
Sabse bda chidiyaghar
Bokaro chidiyaghar
75
Sabse bda abhayaran
Palamu abhayaran
76
Sabse bda ajaayabaghar
Ranchi
77
Rajya ka ekmatra rashtriya udhaan
Betla rashtriya udhaan ( Latehar)
78
Rashtriya astar ka ekmatra vanya jiv abhayaran
Palamu vanya jiv abhayaran
79
Sabse bda dharmik mela
Bejnath dham ka Sravani mela