問題一覧
1
We device jo software ko command deti hai Ya software ki command par karya karti hai, kahlati hai
Hardware
2
Yah software k command par karya karti hai
Printer
3
Types of hardware
All of these
4
Jin devices k dwara ham computer ko data sabd ya nirdesh yaadi dete hai , use ______ kahte hai
Input Devices
5
Keyboard, Mouse, MICR, OCR, OMR, BCR ye sab kis type k devices h
Input devices
6
Track ball, Joystick, Speech recognization system ye sab kaun se devices h
Input devices
7
Scanner, Webcam, Light pen, Micro phone, touch screen ye sab kaun se devices h
Input devices
8
Kisne suruwati taur par keyboard k rup me ek typing machine bnaye the
Cristofar Solesh
9
Keyboard k kitne types hai
2
10
Keyboard k types hai
Both
11
Standard keyboard me key kunji ki sankhya hoti hai
104
12
Sadharan keyboard me key sankhya hoti hai
101-120
13
Jo ek baar dabane par ON aur agli baar dabane par OFF ho jati hai , wo kaun sa key kahlati hai
Toggle key
14
CAPSLOCK KEY hai
Toggle key
15
Jise ek baar dabane par , letter capital tatha agli baar dabane par, letter small ho jata hai , wo key kahlata hai
CAPSLOCK KEY
16
MATOsPHeRE , Toggle key ka paryog krte huwe ise nirupit karen
matoSphEre
17
A to Z, a to z example hai
ALPHABET KEY
18
0 to 9, +, -, *,% examples hai
NUMERIC KEY
19
f1 to f12 key hai
FUNCTION KEY
20
f1 to f12 key keyboard me kaha present hota hai
Keyboard ki uper ki aur
21
COMBINATIONAL KEY ka anya naam hai
Modifier key
22
Alt, ctrl, shift ko kaun sa key kahte hai
Combinational (sanyojak) key
23
ALT+F4, CTRL+C, SHIFT+F1 example hai
Combinational key
24
Cursor ko ek jgah se dusre jgah le jati hai wo kaun sa key hai
Tabular key
25
Tabular key , keyboard me kaha present hota hai
Keyboard k left side me
26
Paragraph indent ka karya karta hai ( jgah chor k likhne ka karya karta hai)
Tab key
27
Yah keyboard me sabse bda key hota hai jiska karya space dena hota hai do sabdo k bich me
Spacebar key
28
kisi chalte program ko cancel krne k liye kaun sa key ka use kiya jata h
ESC key
29
Cursor ko up down left right move krati hai
Arrow key
30
Mouse ka awiskar kisne kiya
Duglus c enjelbert
31
Pointing device kise kaha jata hai
Mouse
32
Purane mouse ko kaha jata hai
Mechanical mouse
33
Naye mouse ko kaha jata hai
Digital mouse
34
Mouse me kitne button hote hai
3
35
Mouse me 3 buttons kaun kaun se hai
ALL OF THESE
36
Mouse me 1 baar dabane par select hota hai aur 2 baar dabane par open ho jata hai, use kaha jata hai
Left button
37
Mouse k kis button ko click krte hai tab CUT, COPY, REFRESH, PASTE, RENAME hota hai
Right button
38
Kisi webpage ko uper niche krne k liye kaun sa mouse k kaun sa button ka upyog kiya jata hai
Scroll button
39
MICR ka full form hai
Magnetic Ink Character Reader
40
Bank k check me kaun se input device ka upyog kiya jata hai
MICR
41
OCR full form
Optical character reader
42
Hath se likhe ya printed data ko ascii me pariwartit krta h
OCR
43
ASCII full form
American standard code for information inter change
44
OMR full form
Optical mark reader
45
Bahuweklpiye parsan ki janch krne me sahyog krta hai
OMR
46
BCR full. form
Bar code reader
47
Products k price , weight, company yaadi ki jaankari prapt hoti hai
BCR
48
Scanner 2 trah k prarup pardan krta hai
Both
49
PDF full form
Portable document format
50
JPEG full form
Joint Photographic Experts Group
51
We device jin par data process hone k baad dekha jata hai ya phir milta hai , use kya kahte hai
Output Device
52
Printer, Plotter, Monitor, Projector, Speaker ye sab kaun se devices hai
Output Devices
53
Hamesha hardcopy pardaan krta hai
Printer
54
Generally Printer kitne types k hote hai
2
55
Generally Printer k 2 types kaun kaun hai
Impact printer and Non impact printer
56
Print krne k aadhar par printer k kitne prakaar hote hai
3
57
Kaun sa priner 2 trah se print krta hai (a) Character printer (b) Line printer
Impact printer
58
Yah ek hi prakaar ka print krta hai jise page printer kahte hai , 1 baar me 1 baar page print krta hai
Non-impact printer
59
Kaun sa printer kaagaj k sampark me aati hai
Impact printer
60
Kaun sa printer kaagaj k sampark me nhi aata
Non-impact printer
61
ek baar me ek achar ko print krta hai
character printer
62
DMP ( Dot Matrix Printer) example hai
Character printer
63
Character printer ka use hota h
All of these
64
ek baar me ek line print krta hai
Line printer
65
Non-impact printer hai
All of these
66
Ink ka paryog hota hai
Inkjet printer
67
Sukha powder ka paryog hota hai
LASER printer
68
Photocronic glass ka paryog hota hai
Thermal printer
69
Full form of LASER
Light amplification by stimulated emission of radiation
70
Printer ki gunwaqta ______ se pta chalta hai
DPI (Dot per inch)
71
Ek rang me print krte h
Mono printer
72
ek se adhik rang me print krte h
Colour printer
73
Computer par suchnaye dekhne k liye kiska istemaal hota hai
Monitor
74
Binduwo ko milane se pixel bnta hai , jitna jyada pixel hoga utna hi acha chitra banega , ise hi kya kaha jata hai
Resolution
75
Monitor ka aakar _______ mapa jata hai
Diagonally
76
Monitor ka anya naam hai
VDU ( virtual display unit)
77
Monitor k parkar hai
ALL OF THESE
78
Yah vidyut urja ko dhawani urja me badlta hai
Speaker
79
Kisi chitra ya video ko bda kr k dikhana / parde par dikhana
Projector
80
Modem, headsets, FAX, ATM screen examples hai
Input and output Device
81
FAX full form
Far away xerox
82
MODEM full form
modulator-demodulator
83
Computer sirf ______ samjhta hai
Digital Bhasa
84
Signal travel krta hai
Analog
85
Signals ko Digitals se Analog me badlta hai
Modulator
86
Analog ko digital signals me badlta hai
Demodulator