問題一覧
1
Birsa Munda ka janm
15 November, 1875 (Thursday)
2
Birsa Munda ka janm asthan
Ulihatu (Khunti)
3
Birsa Munda k mata ka naam
Karmi Munda
4
Birsa Munda k pita ka naam
Sugna munda
5
Birsa Munda k bachpan ka naam
Dawud Munda
6
Birsa Munda k dharmik guru ka naam
Anand Pandey
7
Birsa Munda k senapati ka naam
Gaya Munda
8
Birsa Munda k praarambhik siksha
Salga School
9
Birsa Munda k praarambhik shikshak
Jaypal naag
10
Birsa Munda pesha se kya the
Bunkar
11
Birsa Munda ne kab swany ko singhbonga ka dut ghosit kiya
1895
12
Jab Birsa Munda ne swany ko singhbonga ka dut ghosit kiya 1895 me tab kaun se naye panth ki suruwaat huwi
Birsaayit
13
Birsa Munda ko sabse pahle bhagwan kisne kaha
Thanedar mrityunjay nath laal
14
Vidroh ka netritawkarta
Munda Vidroh (1895-1900)
15
Vidroh ka kendra
Dombri pahad
16
Kab Birsa munda ne angrejo se lagaan maafi k liye andolan ki shuruwat ki
1 Oct, 1894
17
Birsa Munda partham baar giraftaar kab huwe
24 Aug, 1895
18
Birsa munda ko partham baar kiske dwara giraftaar kiya gya
Deputy Superintendent G. R. K Meyars
19
Birsa Munda partham baar kab riha huwe
30 Nov, 1897
20
Birsa munda jab 30 November 1897 ko riha huwe tab punah kab griftar huwe
3 February 1900
21
Birsa Munda ka mirtyu kab huwa
9 Jun, 1900
22
Birsa Munda ka mirtyu kaise huwa
Heja bimari se ranchi jel me
23
Munda Vidroh ka geet
Katong baba Katong
24
Birsa munda ko giraftaar krne k liye kitne rupye ka inaam tha
500 rs
25
Birsa Munda ka upnaam
Dharti aba, bhagwaan
26
15 Nov, 2000 ko kiske jayanti par hi jharkhand ki asthapna huwi
Birsa munda
27
Kaun se ekmatra adiwashi neta hai jinka chitra sansad k central hall me lga huwa hai
Birsa munda
28
Birsa munda k jivan par adharit upnayash
Aranyer Adhikar (Jangal ka adhikaar)
29
Birsa Munda k jivan par adharit upnayash Aranyer Ashikar (jangal ka adhikaar) kiske dwara racha gya hai
1975 me Mahasweta devi dwara
30
Kiske samaan me varsh 1988 me bhartiya daak ticket jari kiya gya
Birsa munda