記憶度
7問
19問
0問
0問
0問
アカウント登録して、解答結果を保存しよう
問題一覧
1
Chotanagpur pathari chetra bharat k praydiwpiye pathar ka kaun sa bhag hai
Utar-purvi
2
Chotanagpur pathari chetra ki uchayi hai
700 meter
3
Chotanagpur pathari chetra ka vistar Jharkhand k sath sath aur kaun kaun sa rajay hai
Odisha, Bihar, Chhatisgarh aur Paschim Bengal
4
Chotanagpur pathari chetra ki chatane Crystaliye aur Kayantarit hai kyunki iska nirmaan
Lava k jamaw se huwa hai
5
Khanij Sansadhano ka sabse mahatvapurn sankendran hone k karan kis chetra ko Khanijo ka Godam v kaha jata hai
Chotanagpur pathari chetra
6
Paat chetra ki akriti hai
Tribhujaakar
7
Paat chetra ki ausat uchayi hai
900 meter
8
kiski tulna dakkan pathari bhu-bhag k mesa bhu-akriti se ki jati hai
paat chetra
9
Himalaya k utathan ne paat chetro par vyaapak prabhaav dala tha isiliye bhugarbhik halchalo k kaaran yah 3000-3600 feet uper uth gya tha
paat chetra
10
kiska vistaar Latehar, Lohardaga aur Gumla me hai jise palamu paat aur Gumla Lohardaga paat me vargikrit kiya gya hai
paat chetra
11
Paat chetra k upari bhag ko kya kaha jata hai
Tand
12
Paat chetra k nichle bhag ko kya kaha jata hai
Don
13
Is chetra me Boxite, China kale tatha Lignite khanij paye jate hai
paat chetra
14
Yah chetra Shankh, utari koyal, yadi nadiyo ka udgam asthal hai
paat chetra
15
Paat chetra me Jharkhand k 3 sabse unche paat hai
Netrahat paat, Ganeshpur paat, Janira paat
16
Jharkhand ka sabse bada pathari bhag
Ranchi ka pathar
17
Ranchi k pathar ki ausat uchayi hai
600 meter
18
Ranchi k pathari chetra me grenayit tatha nish se nirmit chatani choti-choti pahadiya bikhri huwi hai jinhe kya kaha jata hai
Tongri
19
Ranchi ka pathar, Bhautik swaroop ki drishti se yah kis akriti ka hai
Choukor Akriti
20
Ranchi ka pathar 4 bhago me vibhakt hai
Utari skarpment, Dakshini skarpment, Madhyawarti Ranchi pathar tatha Morwaan
21
Ranchi pathar chetra me ________ is pathar ka utar-purvi kinara hai jo dhimi dhal wala chetra hai tatha angada aur silli parkhand me vistrit hai
Morwaan
22
Upari Hazaribagh k pathar ki ausat uchayi hai
600 meter
23
Upari hazaribagh ka pathar kis pathar k samaan hi yah tongriyo se yukt chetra hai
Ranchi ka pathar
24
upari hazaribagh ka pathar ka ek upvibhag hai jo kahlata hai
Antparthari srinkhala ya katak
25
upari hazaribagh ka pathar ka ek upvibhag hai jo antprathi ya katak kahlata hai, yah katak Damodar nadi ghati k kis bhag me Vibhajak k rup me esthith hai
paschimi bhag me
26
Kis pathar k purvi bhag se Damodar tatha pashchimi bhag se auranga nadi ka udbhav hota hai
Upari Hazaribagh ka pathar
27
Ranchi pathar tatha Hazaribagh pathar ek dusre se kis nadi dwara vibhajit hai
Damodar nadi
28
Nichla Hazaribagh k pathar ki ausat uchayi hai
300-600 meter
29
Yah Ranchi pathar tatha upari hazaribagh pathar ko utar-purav tatha dakshin disha se ghere huwe hai isiliye ise bahay pathar v kahte hai
Nichla Hazaribagh ka pathar
30
yah pyroxin grenayit chatano se nirmit hai
Nichla Hazaribagh ka pathar
31
Is chetra ki chatane mahadev series k baalu pathar aur kenglomeret se nirmit hai
Damodar nadi besin
32
yah 2 bhago me vibhakt hai - Upari Damodar tatha Nichli Damodar, jo 300 meter duri v kantoor rekha dwara alag hai
Damodar nadi besin
33
iske thik utar-purvi bhag me barakarar ghati esthith hai hai jiska upari bhag smatalpraay tatha nichla bhag sidhinuma dhal hai
Damodar nadi besin
34
Rajmahal pahadi ki ausat uchayi hai
150-300 meter
35
Yah pahadi tatha maidani 2 chetro me vibhakt hai
Rajmahal pahadi
36
Kis pahadi ka vistar Dumka, Deoghar, Godda, Pakud aur sahabganj jile tak hai
Rajmahal pahadi
37
Rajmahal pahadi ka vistar Bihar k kis pahadi tak faila huwa hai
Kemur
38
Rajmahal pahadi chetra me Gumbdnuma pahadi ko kya kahte hai
Dongri
39
Rajmahal pahadi chetra me Nukili pahadi ko kya kahte hai
Tongri
40
Panchpargana ka maidan kis pathar ka purvi kinara hai
Ranchi ka pathar
41
Panchpargana ka maidan k utari bhag ko kya kahte hai
Morwaan
42
yah swarnrekha ghati k utar me esthith hai
Panchpargana ka maidan
43
Iske antargat Silli, Bundu, Tamad, Adaki aur Sonahatu chetra samil hai
Panchpargana ka maidan
44
Chaibasa ka maidan Rajamahal pahadi chetra ka parmukh maidani chetra hai jo paschimi singhbhoom k kis bhag me esthith hai
Purv-madhyavarti bhag me
45
Chaibasa ka maidan, utar me kisse ghira huwa hai
Dalma Shreni
46
Chaibasa ka maidan, purv me kisse ghira huwa hai
Dhalbhum Shreni
47
Chaibasa ka maidan, Dakshin me kisse ghira huwa hai
Kolhan pahadi
48
Chaibasa ka maidan, Paschim me kisse ghira huwa hai
Sarnda Van
49
Chaibasa ka maidan, Paschimotar me kisse ghira huwa hai
Porhat pahadi
50
Chaibasa ka maidan k dakshin me kaun c nadi ghati v moujud hai
Ajay nadi ghati