問題一覧
1
E-MAIL ka full form hai
Electronic mail
2
E-MAIL ek parkar ka patra hota hai jo kisi ______ k madhyam se bheja jata hai
Both
3
Electronic/electric device hai
both
4
E-mail ka format kab taiyar huwa
1970
5
E-mail Sabse pahle 1971 me kiske dwara bheja gya
Ray Tomilson
6
Kinhe e-mail k janak k rup me jana jata hai
Ray Tomilson
7
Ray Tomilson ne e-mail ko 1971 me sabse pahle kis network k madhyam se bheja
Arpanet
8
Arpanet ka full form hai
Advance research project agency network
9
Pahli company jisne e-mail suwidha pc par pradaan ki , us company ka naam h , au kab ki
Comyuserve, 1971
10
E-mail ka adhunik swaroop ek bhartiya ne bnaya jiska naam hai
Shiva ayadurayi
11
E-mail ko bhejne k liye protocols hai
SMTP, POP, IMAP
12
SMTP ka full form hai
Simple mail transfer protocol
13
POP ka full form hai
Post office protocol
14
IMAP full form hai
Internet message access protocol
15
E-mail ko bhejne me kiska istemaal kiya jata hai
SMTP
16
E-mail ko receive krne me kiska istemaal hota hai, jiska paryog ek device k liye hota hai
POP
17
E-mail ko receive krne me kiska istemaal hota hai, jo ek se adhik device k liye paryog hota hai
IMAP
18
SMTP ek protocol hai
Application layer protocol
19
SMTP k 2 types hai
Both
20
Email address me koi ____ nhi hona chahiye
space
21
E-mail me kitne character hote hai
320
22
Email ka maximum size hota hai
25 MB
23
E-mail id me attachment me kis icon ka istemaal hota hai
Paper clip icon
24
E-mail ki storage kitni hoti h
15 GB
25
E-mail id hota hai
InCasesensitive
26
Kisi farji id dwara bheja gya anchahha mail hai
Email Spoofing
27
Farji e-mail id bhejne wale kon kya kahte h
Spoofer
28
Anchahha mail / Advertisement mail spam kahlata hai
Spam
29
E-mail service providers hai
All of these
30
Mail prapta ko swanya k alawa anya prapta k bare me yah jaankari rahegi ki sambhadhit mail unhe v bheja gya hai
CC
31
Yabha mail prapta ko khud k alawa anya mail prapta ki jaankari nhi rahegi ki sambhadhit mail unhe gya hai atharth yah purnathah gopniyta (secrecy) k tahat karya krta hai
BCC